Ishq Bada Zehreela Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ishq Bada Zehreela Song Lyrics is a track from RDC Melodies Hindi Album -2026, Starring Sabby Suri, Amardeep Phogat and Vishwas Sarraf. This song was sung by Jyoti Nooran and Shahzad Ali. Music was composed by Sanjeev Chaturvedi and lyrics work penned by Sanjeev Chaturvedi.
Male : Ho ishq na kijo
Dil na deejo
Sun lijo ehbaab
Ishq mein kitne ghaat bah gaye
Toote kitne khwaab
Male : Na dil se ishq lagana ve
Na dil se ishq lagana
Na dil se ishq lagana ve
Na dil se ishq lagana
Ho maarega dank nukila
Male : Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Male : Ho o hoo ooo oo hoo
O khwaab dikhake jannat ke
Dozakh mein tujhe jalayega
Na jeene dega marne dega
Ishq bada tadpayega
O khwaab dikhake jannat ke
Dozakh mein tujhe jalayega
Na jeene dega marne dega
Ishq bada tadpayega
Male : Ye shatira bada purana ve
Shatir bada purana
Iske khoon ka rang hai neela
Male : Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Male : Laakar ke kinaron pe teri
Kashti yaar dubayega
Aise ghaav milenge
Tu mar ke bhi bhool na payega
Laakar ke kinaron pe teri
Kashti yaar dubayega
Aise ghaav milenge
Tu mar ke bhi bhool na payega
Male : Behkaave mein na aana
Behkave mein na aana
Hai ishq juye ka khela
Male : Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Ishq bada zehreela hai
Ishq bada zehreela
Hindi lyrics are not available for this song yet.