Is Hansti Gaati Duniya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Is Hansti Gaati Duniya Song Lyrics is a track from Lajawab Hindi Film – 1950, Starring Sohan, Rehana, Kuldip Kaur, Randhir Kapoor, Prem Dhawan, Iftekhar, Kavita and Pran. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Anil Krishna Biswas and lyrics work penned by Prem Dhawan.

 

Female : Is hansati gaati duniya mein
Hai mera kaun sahara
Hai mera kaun sahara
Main aankh se tapka aansoo hoon
Aakash se tuta tara
Aakash se tuta tara
Main aankh se tapka aansoo hoon
Aakash se tuta tara
Aakash se tuta tara

 

Female : Meri kismat ban kar bigad gayi
Duniya bas kar
Ujhad gayi ujhad gayi
Jab naiya dubi maujo mein
Tha kitna paas kinara
Tha kitna paas kinara
Jab naiya dubi maujo mein
Tha kitna paas kinara
Tha kitna paas kinara

 

Female : Is dil ki duwaae le jau
Ho aur bhi gham to
De jao de jao
Jeena hai do dil jee lenge
Bas leke naam tumhara
Bas leke naam tumhara
Jeena hai do din jee lenge
Bas leke naam tumhara
Bas leke naam tumhara

 

Female : Is hansati gaati duniya mein
Hai mera kaun sahara
Hai mera kaun sahara.

Song Details

Official Video

Share this song: