Hum Dil Hi Apna Haar Gaye Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Hum Dil Hi Apna Haar Gaye Song Lyrics is a track from Maang Hindi Film – 1950, Starring Ramola, Wasti, Amar, Pritma Malhotra, Leela Pandey, Zia, Basu, Shanti Madhok and Hemlata, Mubarak. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Ghulam Mohammad and lyrics work penned by Husaini.

Female : Ham dil hi apna haar gaye
Ham dil hi apna haar gaye
Ek aisi nazariya maar gaye
Ek aisi nazariya maar gaye
Ho sajanawa harjai balamua harjai
Sajanawa harjai hain
Female : Hontho par halki si hansi hain
Kajre ke hain dhang naye
Kajre ke hain dhang naye
Hontho par halki si hansi hain
Kajre ke hain dhang naye
Kajre ke hain dhang naye
Female : Jaise koi man me chhup ke
Gaye mithe nagme
Jaise koi man me chhup ke
gaye mithe nagme
Ho koyal mithi kunk sunakar
Yaad tumhari layi
Sajanawa harjai balamua harjai
Sajanawa harjai hain
Female : Din hain sundar raate rangeen
Dekhu sapne suhane
Din hain sundar raate rangeen
Dekhu sapne suhane
Female : Jhum rahi hu apne aap me
Jaise mastane
Jhum rahi hu apne aap me
Jaise mastane
Ho shrma shrma kar aati hain
Albeli bulai
Sajanawa harjai balamua harjai
Sajanawa harjai hain

 

Female : Ham dil hi apna haar gaye
Ham dil hi apna haar gaye
Ek aisi nazariya maar gaye
Ek aisi nazariya maar gaye
Ho sajanawa harjai balamua harjai
Sajanawa harjai hain

Song Details

Official Video

Share this song: