LYRIC

Music By : Jatin Lalit

Singers : Lata Mangeshkar and Udit Narayan

Female : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Male : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Female : Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna ahhh…..

Male : Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Male : Dekha na tune mudke bhi peechhe
Kuchh der to main ruka tha
Female : Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Door tu ja chuka tha
Male : Hua kya
Female : Na jaana
Male : Ye dil kyon
Female : Deewana

Male : Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Female : Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Male : Ay vakt rukja thamja thaharja
Vaapas zara daud peechhe
Female : Main chhod aayi khud ko jahan pe
Vo reh gaya mod peechhe

Female : Kahan main
Male : Kahan tu
Female : Ye kaisa
Male : Hai jaadu

Female : Arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Male : Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
Laakh karle tu inkaar sajna
Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Female : Ahhhh hhhaaa….

Female : Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha abhi kho gaya
Kho gaya..kho gaya..


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT