Hijr Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Hijr Song Lyrics is a track from Haal Hindi Film -2025, Starring Sakshi Vaidya, Shane Nigam and Nishanth Sagar. This song was sung by Ankit Tiwari and Shakthisree Gopalan. Music was composed by Nandhagopan V and lyrics work penned by Neeraj Kumar Pal and Mridul Meer.
Male : Hooo oo tera jana kyu rab ne likha
Chaha maine jo mil na saka
Saya chhuta tera kyun
Veeran jaane manzar kyun
Male : Haye tooti sari sari
Ye ishq hari main
Haye tooti sari sari
Ye ishq hari main
Male and Chorus : Maula mere maula mere maula
Yaar milade mere maula
Maula mere maula mere maula
Haal be haal re
Male : Hooo oo tera jana kyun rab ne likha
Chaha maine jo mil na saka
Chorus : Banjara banjara main to
Al-fana aawara main to
Ghamzada jee-hara main to
Kho chuka hu bakhuda
Chorus : Banjara banjara main to
Al-fana aawara main to
Ghamzada jee-hara main to
Kho chuka hu bakhuda
Female : Kyun ye pyar gunah hai kya
Hai farak khuda mein haan
Main kya karu piya re
Haan ye mann behla le tu
Na khud ko saza de yoon
Dil na dukha haaye re
Male : Tujh bin jee kya lagaau
Tu jo nahi to chain kahi na
Ho na sake jo mukkamal
Kya wahi ishq hai
Female : Haye tooti sari sari
Teri roohdaari mein..haaa
Male : Haye tooti sari sari
Teri roohdaari mein
Male and Chorus : Maula mere maula mere maula
Yaar milade mere maula
Maula mere maula mere maula
Haal be haal re
Hindi lyrics are not available for this song yet.