Hey Ganaraya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Hey Ganaraya Song Lyrics is a track from Sony Music India Hindi Album – 2025, Starring Neeti Mohan. This song was sung by Neeti Mohan and Suhit Abhyankar. Music was composed by Suhit Abhyankar and lyrics work penned by Suhit Abhyankar.
Female : Hey ganaraya teri maaya
Teri maaya se sab hai paaya
Hey ganaraya teri maaya
Teri maaya se sab hai paaya ho
Female : Hoo tuhi toh sabko deta sahaara
Bhatake nav ka kinara ho
Tuhi toh hatae saara andhera
Laaye khuhsiyon ka tu savera
Jo bhi main maangu wo tu dede
Bin maange bhi tune hai diya
Female : Hey ganaraya teri maaya
Teri maaya se sab hai paaya
Hey ganaraya teri maaya
Teri maaya se sab hai paaya
Male : Bappa re bappa re
{Deva deva tuzi roopa hajar
Deva deva tuch haye adhaar
Deva deva maza jeevan saara vahila tula} (2)
Female : Hooo
Gajanana koi nahi tere bina
Gajanana koi nahi tere bina
Sab tumhe saup hai diya
Sab tumhe saup hai diya
Female : Hey ganraya hey ganaraya
Hey ganaraya teri maaya
Teri maaya se sab hai paaya ho….
Hindi lyrics are not available for this song yet.