Har Ratri Shivratri Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Har Ratri Shivratri Hai Song Lyrics is a track from Hansraj Raghuwanshi Hindi Album -2026, Starring Hansraj Raghuwanshi and Others. This song was sung by Hansraj Raghuwanshi. Music was composed by DJ Strings and lyrics work penned by Ravi Raj.
Male : Teen lok ke malik shiv hai
Iss duniya ke chalak shiv hai
Teen lok ke malik shiv hai
Iss duniya ke chalak shiv hai
Male : Shiv hai rasta shiv hai manzil
Hamto mamuli yatri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai

Male : Baarish ki tip tip mein shankar
Patto ki khadkhad mein shankar
Desh videsh sahar gaanv mein
Baste hai ghar ghar mein shankar
Desh videsh sahar gaanv mein
Baste hai ghar ghar mein shankar
Tu hi to meri pahli umeed hai
Tu hi sahara aakhari hai
Male : Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Male : Tan mein shankar man mein shankar
Mele mein shankar van mein shankar
Tan mein shankar man mein shankar
Mele mein shankar van mein shankar
Dekhan wali aankh jaave
Dikhte hai kan kan mein shankar
Dekhan wali aankh jaave
Dikhte hai kan kan mein shankar
Dekhan wali aankh jaave
Dikhte hai kan kan mein shankar
Male : Jivan maran ke data shankar
Saansein hai sabki chalata shankar
Raviraj se hansraj se khud hai
Bhajan banvata shankar
Raviraj se hansraj se khud hai
Bhajan banvata shankar
Raja bana ke rakha hai
Shiv ne karte ham uski chakari hai
Male : Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Male : Har din shiv ka din hai bande ho
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Har din shiv ka din hai bande har ratri shivratri hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.