Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Hamein Ab Ye Jeena Ghawara Song Lyrics is a track from Khel Hindi Film – 1950, Starring Dev Anand, Nargis Dutt, Murad, Neelam, Nigar Sultana, Anwar and Hafiz Jehan. This song was sung by G. M. Durrani. Music was composed by Sajjad Hussain and lyrics work penned by Behzad Lucknavi.
Male : Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai
Male : Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein apna banaayen
Bahut unko chaaha ke
Apna banaayein apna banaayen
Muqadaar ko lekin gawaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai
Male : Mohabbat mein aisa koi din na guzra
Mohabbat mein aisa koi din na guzra
Jise hamne rokar guzaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai
Male : Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara kismat ka maara
Na kyun jaan de de wo
Kismat ka maara kismat ka maara
Zamaane mein jiska sahaara nahin hai
Hamein ab ye jeena gawaara nahin hai
Ke duniya mein koi hamaara nahin hai…
Hindi lyrics are not available for this song yet.