LYRIC

Singer : Nishtha Sharma

Music by : Anjjan Bhattacharya

Lyrics by : Rakesh Kumar (Kumaar)

Female : Hai tu aadat ki tarah
Hai tu aadat ki tarah
Meri zindagi mein tu
Hain ek aadat ki tarah

Female : Tere bin jeene ki
Agar main sochu bhi
Tere bin jeene ki
Agar main sochu bhi

Female : Meri saanson mein bassi
Hain ek chahat ki tarah

Female : Hai tu aadat ki tarah
Hai tu aadat ki tarah
Meri zindagi mein tu
Hain ek aadat ki tarah

Female : Haaa…aaa..aaa

Female : Mere liye hain ek tu zaroori
Tu hain to har khwahish hain puri
Ankhon mein mere yehi dua hain
Tere chehre se aab hona duri…

Female : Mile na tu mujhko dard sa hota hai
Mile na tu mujhko dard sa hota hai
Bhari bechaini mein hain tu rahat ki tarah

Female : Hai tu aadat ki tarah
Hai tu aadat ki tarah
Meri zindagi mein tu
Hain ek aadat ki tarah

Female : Hai tu aadat ki tarah
Hai tu aadat ki tarah
Meri zindagi mein tu
Hain ek aadat ki tarah…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT