LYRIC

Singer : Amit Trivedi

Music by : Amit Trivedi

Lyrics by : Irshad Kamil

Male : Ab saalon mein jeena
Ya misaalon mein
Jawaabon mein jeena
Ya sawaalon mein

Male : Sab haathon mein hai
Tere tu jaane
Ek rai deta hoon
Jo tu maane

All : Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Male : Soch ko jawan kar de…

All : Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Male : Soch ko jawan kar de

Male : Dard ki dawa bhi tu
Dard ka maza bhi tu
Dard ki nawa bhi tu
Dard ki wajah bhi tu

Male : Dard agar jo hota hai
Yeh samajh tu zinda hai
Dard se khafa kyun hai
Itna bewafa hai kyun
Chorus : Itna bewafa hai kyun

Male : Apni saari kamzori
Apne saare dardon ko
Jeene ki wajah hai jo
Unn sabhi humdardon ko
Chorus : Unn sabhi humdardon ko

Male : Uth gale laga apne
Chal hunar dikha apne
Dekh li uunchai tune
Ab tu par dikha apne ho ho
Ab tu par dikha apne

All : Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de
Male : Soch ko jawan kar de….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT