LYRIC

Singers : Bappi Lahiri, Sameer Uddin and Abhishek Nailwal

Music by : Sameer Uddin and Abhishek Nailwal

Male : Hey haan hey haan hey haan

Male : Yaar mile hai aaj mere aur samaa
Rangeen duniya ka hai lagta kaarwan
Yeh mauj ki shaam
Yeh meethe jaam
Yeh mauj ki shaam dhal na jaaye
Yeh meethe jaam ruk na jaaye

Male : Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum tum tum

Male : Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Swaad main swag ka tujhe chaka doon
Baith meri gaadi mein thoda chipak ke
Bass se dhadkan teri badha doon

Male : Arey kahaan chali jara
Ruko-ruko
Mere dil ki train kare
Chuku-chuku
Kaali-kaali meri aankhe bole
Tuku-tuku

Male : Tore-tore katore-katore-katore

Male : Daddy ki nazron mein hum
Sabse badi bhool hai
Jawaani ki izzat nahi
Fir bhi bade cool hai
Fir bhi bade cool hai

Male : Daddy ki nazron mein hum
Sabse badi bhool hai
Kisko hai karna kya proof
Yeh sab toh fizool hai

Male : Yeh mauj ki shaam param-pa-pam
Yeh meethe jaam param-pa-pam
Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj aau-aau

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum tum tum

Male : Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Aaiyaashi ka swaad chaka doon tabhi toh
Zindagi jeeyega tu
Ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Aaiyaashi ka swaad chaka doon tu tu tu tu

Male : Thoda khaayega jaan jaayega
Samose aur chatni ka bhi maja tujhe aayega

Male : Arey mauj ke fariste jisko log hai taraste
Babu bahut saare cheene babu bahut saara che

Male : Apni hi duniya mein
Khuli aankho ke sapno mein

Male : Apni hi duniya mein hum
Khoye-khoye se rahe
Khuli aankho ke sapno mein bhi
Soye-soye se rahe

Male : Apni hi duniya mein hum
Khoye-khoye se rahe
Jagaa do hume karlo jitne jatan
Apna to funda hai ek my friend
Mauj ki shaam
Meethe jaam

Male : Arey duniya ko chhodenge
Taare hum todenge aaj

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum anaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum aanaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum-tum

Male : Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Dushman hum aanaaj ke
Mere ghat ka paani aaja tujhe peela doon
Peeyega tu
Yeh baat samajh lo tum tum tum

Male : Ghar ke hai na ghat ke
Dushman hum aanaaj ke
Dil ke hai hum sachhe
Yeh baat samajh lo tum tum tum


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT