LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Amaal Mallik

Male : Chal pade hai hum aisi raah pe
Befikar huwe ke ab jaana kahan
Lapaata huwe saare rastein
Dhundega hume ye zamana kahan

Male : Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga

Male : {Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara } (2)

Male : Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hun waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kaha
Rookna thehar na mujhko aata hai kahan

Male : Ye sama hai kaisa muskurane jaisa
Dheemi barishein hai har jaga
Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hai har jaga

Male : {Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara} (2)

Male : Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri

Male : Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Male : {Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara} (2)

Male : Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Male : Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah

Male : {Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara} (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT