LYRIC

Singer : Bhanu Pandit

Music by : Drums Shivamani

Lyrics by : Pranav Vatsa

Male : Har har mahadev

Male : Om namo shiv rudray
Om namo shiv gandhay
Om namo har naag dharan
Naay pranamay naman
Dam dhanadhan danday
Dam dhanadhan danday

Male : Gat gat gataa gat
Ghoont maare bhanga
Bam bam bhola mera
Jatadhar ganga…

Male : Chakmak chakachak
Roop tera chamaka
Sar pat sarasar
Rog bhaga man ka

Male : Damaru ki hai damak
Ghoongharu ki hai chhanak
Padi teri jo dhamak
Aankh meri bhi sanak

Male : Sar chadhake shivji ko hai
Jala doon mein lanka

Male : Tan man rama bhashm
Aaj kare man ka
Tan man rama bhashm…

Male : Aaj kare man ka
Tan man rama bhashm
Aaj kare man ka

Male : O tej se tumhare
Janam janam ghata fate
Sej pe hamare
Sada hi teri chhanv pade

Male : Tej se tumhare
Janam janam ghata fate
Sej pe hamare
Sada hi teri chhanv pade…

Male : Tej se tumhare
Janam janam ghata fate
Sej pe hamare
Sada hi teri chhanv pade

Male : Rang tu mohe tera rang mohe bhave
Raahon mein tumhare dagmag dole bhage

Male : Bam bam bhole dam dam dole
Bam bam bhole dam dam dole
Are jak talak ho dam ke
Tera naam le malanga

Male : Tan man rama bhashm
Aaj kare man ka
Tan man rama bhashm
Aaj kare man ka
Tan man rama bhashm…
Aaj kare man ka


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT