Dosti Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dosti Song Lyrics is a track from Bnw Entertainments Hindi Album -2026, Starring Partik Sehajpal and Others. This song was sung by Yasser Desai. Music was composed by Viplove Rajdeo and lyrics work penned by Shilpa Aggarwal (Piya).
Chorus : O yaar mere
Qurbaan main ho jaun yaar mere
Yaar mere
Qurbaan main ho jaun
Male : Tu saathi har dum ka tu saathi janam ka
Humraahi khudaya tu poora mere kam ka
Humming : …………..
Male : Tu saathi har dum ka tu saathi janam ka
Humraahi khudaya tu poora mere kam ka
Male : Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Tere gham palkon pe lekar khushiyan main bikhraun
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Chorus : Tu sahara mera tu kinara mera
Tu hai saathi mera o yaara
Tu bharosa mera tu hai josh mera
Tu hai dost mera o yaara
Male : Toofaan mein hota hai jo haal-e-kashtiyaan
Aisi thi zindagi ki ujdi bastiyaan
Tune gale laga ke kaandhe bithaya
Hasna hai tujhse seekha seekhi mastiyaan
Male : Tu jo nahi toh yaara kisko sataun?
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Male : Kehta tha yaar hoon tera kahan aaj kho gaya?
Yaaron ki mehfil mein tu ajnabi ho gaya
Dosti ki kasam tujhe na yaad ke ghaav ye
Soch lad pade ho jaise kaagazon ki naav pe
Male : Tu hi bata ab kaise tujhko manaun?
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Tere gham palkon pe lekar khushiyan main bikhraun
Teri dosti pe yaara qurbaan main ho jaun
Hindi lyrics are not available for this song yet.