Dillagi Hi Dillagi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dillagi Hi Dillagi Song Lyrics is a track from Mangala Hindi Film -1950, Starring Ranjan, Bhanumati, Agha, David, Swaraj, B S Kale, Badri Prasad, Suryaprabha and J Duraiswamy. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Bal Krishna Kalla and lyrics work penned by Pandit Indra Chandra.
Female : Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Zindagi par meri gum ki pad gayi parchhaiya
Kya karu jaau kaha
Female : Apna begana hua dushman hua sara jaha
Apna begana hua dushman hua sara jaha
Kaun hai jisko sunau apne gum ki dasta
Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Kya karu jaau kaha
Female : Ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
Ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba
Ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
Ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya
Had se zyada badh gayi hain ab meri hairaniya
Dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya
Kya karu jaau kaha
Hindi lyrics are not available for this song yet.