Dilbar Ki Aankhon Ka Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dilbar Ki Aankhon Ka Song Lyrics is a track from Thamma Hindi Film – 2025, Starring Ayushmann Khurrana, Rashmika Mandanna, Nawazuddin Siddiqui and Paresh Rawal. This song was sung by Rashmeet KaurĀ andĀ Jigar Saraiya. Music was composed by Sachin-Jigar and lyrics work penned by Amitabh Bhattacharya.
Female : Haan dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Both : Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Both : Na kiya na kiya
Jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya
Female : Aankhon ko aankhon se
Kisi ki chaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne
Pyaar na kiya
Female : Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Pyaar saccha agar chahiye
Toh dua mein asar chahiye
Buzdilon ka nahi kaam yeh
Pyaar mein toh jigar chahiye
Humming : ……………
Female : Ishq hua par khulke izhaar na kiya
Kya khaak woh jiya jisne pyaar na kiya
Dilbar ki aankhon ka deedar na kiya
Kya khaak woh jiya
Both : Jisne pyaar na kiya
Both : Na kiya
Na kiya jisne pyaar na kiya
Kya kiya kya kiya
Kya kiya jisne pyaar na kiya
Hindi lyrics are not available for this song yet.