LYRIC

Singers : Udit Narayan and Alka Yagnik

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Sudhakar Sharma

Male : Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar

Male : Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Male : Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana

Male : Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar

Male : Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Male : Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana

Female : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar

Female : Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Female : Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana

Male : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar

Female : La laa laa laa laaa….

Chorus : ……………….

Male : Mauka dil ne diya hi nahi
Pyar hua kab pata nahi
Banke mukaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye

Female : Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Female : Yeh nigahein teri kar gayi mujhe deewana

Female : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar

Male : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar

Female : Le ja dil pardesi
Le ja dil pardesi

Female : Chain ho tum aaraam ho tum
Iss dil ka armaan ho tum
Meri subah shaam ho tum
Jaan meri pehchaan ho tum

Male : Jab se mile ho mujhe oh jaan-e-jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana

Male : Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana

Female : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar
Male : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar

Female : Dil ne kar liya aitbaar
Hum ko ho gaya tum se pyar


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT