LYRIC

Singer : Monali Thakur

Music by : Sachin Jigar

Lyrics by : Neelesh Misra

Female : Dil mein daraarein..
Dil mein daraarein..
Dil mein daraarein
Hee daraaerein hai
Dil mein hai kayi daraarein..
Yaaden teri hai daraarein

Female : Toote jo tinka
Toh hawa ka aasra
Toote jo sitara
Toh dua ka aasra
Dil toot jaye
Toh woh jaye kahan

Chorus : {Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil} (2)

Female : Hai adhoore sirre jo
Woh khule hee rahe toh
Tumse hee the yahi
Maan ke hum chale toh

Female : Yeh jo thoda shikwa hay
Tera mera gilla hai
Agar hota nahi

Female : Chahe lagge na lagge
Dil toote ka dar hota nahi
Woh chahe pehle bhi kitna
Par hota nahi

Chorus : {Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar yeh dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil} (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT