LYRIC

Singers : Rafaqat Ali Khan and Shiraz Uppal

Music by : Shiraz Uppal

Male : Aa… aa…

Male : Ganj bakhsh faiz-e-alam
Mazhare noor-e-khuda
Na kasara peer-e-kaabe
Na kasara peer-e-kaabe
Kamila ra ranuma…

Male : Ganj bakhsh ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-alam
Ganj bakhsh ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-alam

Male : Diwani.. ganj bakhsh teri diwani
Ganj bakhsh faiz-e-alam

Male : Daata di diwaani main
Data di deewani main
Tusaral mil gaavo
Tusaral mil gaavo
Daata di diwaani main
Daata di…

Male : Main toh diwaani hui
Main toh diwaani hui
Daata… aa…

Male : Jo daras mil humko
Woh bhool gaye hum kyun
Bandon se mohabbat ka
Ehsaas hua phir kyun
Nagri mein teri daata
Yeh ranj ka aalam kyun

Male : Nagri mein teri daata
Yeh ranj ka aalam kyun
Yeh ranj ka aalam kyun
Is arz-e-muqaddas mein
Shatranj ka aalam kyun

Male : Daata di diwani main
Daata di diwani main
Tusaral mil gaavo daata di..
Ganj bakhsh ganj bakhsh
Ganj bakhsh faiz-e-alam

Male : Aa.. aa…

Male : Ghaas ko sab tab te thyon sadke
Ghaas ko sab tab te thyon sadke
Te thyon sadke…
Do haath mile ba hum

Male : Takdeer bana daalein
Bikhre huye khwaabon se
Taabeer bana daalein
Woh shab thi azeeyat ki
Ab waqt sehar aaya
Woh shab thi azeeyat ki

Male : Ab waqt sehar aaya
Ab waqt sehar aaya
Bhatka hua har sajda
Kaba rukh ohir aaya

Male : Daata di diwani main
Data di deewani main
Tusaral mil gaavo
Tusaral mil gaavo..

Males : {Tere dar aaya dilbar aaya
Sun aye meri daata piya}(7)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT