Chumma Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Chumma Song Lyrics is a track from Vicky Vidya Ka Woh Wala Video Hindi Film – 2024, Starring Triptii Dimri, Rajkummar Rao and Mallika Sherawat. This song was sung by Pawan Singh, Rupali Jagga, Rupesh Mishra, Mansa Jimmy and Sachin-Jigar, music composed by Sachin-Jigar and lyrics written by Vayu.

 

Male : Jab se gayi hai tu maayke mein baitha na nahaayi ke
Bhoola mein swaad bhi chai ke
Ho jab se gayi hai tu maayke mein main baitha na n…nahaayi ke
Bhoola mein swaad bichayi ke

 

Male : Kya hua wo tera waada
Ro ro ke hua main aadha
Jaan le le mu dikhayi ke

 

Male : O meri cutie o meri cutie
O meri cutie tere haathon ki send kar photo
Main miss karoon chuma tera
O meri cutie tere hoton ki send kar photo
Main miss karoon chuma tera

 

Male : Maaf karna mere muh se nikal gaya
Arma mera arma mera
O meri cutie tere hoton ki send kar photo
Main miss karoon chuma tera

 

Female : Hain tumhari baatein bathehri baaton se mann behlaona
Hain tumhari baatein bathehri baaton se mann behlaona
Kya karoge photo ka meri aake mujhko le jaona

 

Male : Rasta ab to dekhe meri amma tera
Baby business mein busy hai balma tera balma tera

 

Male : O meri cutie o meri cutie
O meri cutie tere haathon ki send kar photo
Main miss karoon chuma tera
O meri cutie tere hoton ki send kar photo
Main miss karoon chuma tera
Chuma tera
Are jaan lebu ka…

Song Details

Official Video

Share this song: