LYRIC

Singers : Shivam Mahadevan and Pratibha Singh Baghel

Music by : Shankar Ehsaan Loy

Lyrics by : Tanishk Nabar

Male : Saamne tu hai na
Visphote sa dil mein hua re
Pyar ke ocean mein
Ek boat sa tair gaya re

Male : O saamne tu hai na
Visphote sa dil mein hua re
Pyar ke ocean mein
Ek boat sa tair gaya re

Male : Dhak dhak karke sound jo aaya
Bak bak kar ke tujhko pakaya
Ho zara ghabra ke.. zara itra ke
Kar pyar se karta raha

Male : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kabhi ulti to sidhi
Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kare aisi ki taisi

Male : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kabhi ulti to sidhi
Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kare aisi ki taisi

Male : O tere saath beete jo lamhe
Har ek pal jaise yaadon mein chupe
Neendon mein aati hai jaise ki sapne
Jaag ke bhi duniya dream lage

Female : Yeh emotion saare hain udte gubbare
Jo teri galiyon mein aaye
Kab change hua yeh samajh nahi aaye
Jo turn yeh dil ne liya re
Zara samjha ke zara hichka ke
Main bhi pyar se karti rahi

Female : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kabhi ulti to sidhi
Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kare aisi ki taisi

Both : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kabhi ulti to sidhi
Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kare aisi ki taisi

Male : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Chedkhaniyaan oo oh

Female : Ulti sidhi ulti sidhi
Aisi ki taisi

Both : Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kabhi ulti to sidhi
Chedkhaniyaan chedkhaniyaan
Kare aisi ki taisi


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT