Chahata Hoon Bas Yahi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Chahata Hoon Bas Yahi Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album -2026, Starring Bandish Vaz. This song was sung by Bandish Vaz. Music was composed by Anu Malik and lyrics work penned by Azeem Shirazi.

 

 

Male : Ishq ka mausam badalta hi nahi
Tu mere dil se nikalta hi nahi
Ishq ka mausam badalta hi nahi
Tu mere dil se nikalta hi nahi

 

Male : Zinda rahne ki wajah
Tu hi to hai tu hi to hai
Baat itani tu samajhta hi nahi hai
Baat itani tu samajhta hi nahi

 

Male : Besukuni rahti hai
Haan besukuni rahti hai jab tak na tujhse baat ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho
Besukuni rahti hai jab tak na tujhse baat ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho

 

Humming : ……………………

 

Male : Tujhse jyada ab jaruri kuch nahi
Sochta hu mein mujhe aaram se
Iss tarah ki mujhko jarurat hi nahi
Main bahak jata hu tere naam se

 

Male : Bin tere bekar hai
Sab din ho ya phir raat ho
Bin tere bekar hai
Sab din ho ya phir raat ho

 

Male : Besukuni rahti hai
Besukuni rahti hai jab tak na tujhse baat ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho

 

Humming : ……………………

 

Male : Waqt se lamhe chura ya kuch bhi kar
Saath chalne ki izazat de mujhe
Ab taslli na dilasa chahiye
Mein mohabbat hu mohabbat de mujhe

 

Male : Ab to sab manjoor hai bas
Haath mein tera hath ho
Ab to sab manjoor hai bas
Haath mein tera hath ho

 

Male : Besukuni rahti hai
Haan besukuni rahti hai jab tak na tujhse baat ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho
Chahta hu bas yahi hardum tu mere saath ho

Song Details

Official Video

Share this song: