LYRIC

Singer : Emiway Bantai

Music by : Avanto

Lyrics by : Emiway Bantai

Male : Kafi andar se bolta hoon
Jab bhi main khada saamne mic ke
Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein

Male : Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein
To bolna to banta hai bolna to banta hai
Bolna tu bantai

Male : Kafi andar se bolta hoon
Jab bhi main khada saamne
Ye bole kafi bolta hoon
Haan kya karoon leke rakha ghar pe 3 4 mic main

Male : Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein
To bolna to banta hai bolna to banta hai
Bolna tu bantai…

Male : Kafi andar se bolta hoon
Jab bhi main khada saamne mic ke
Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein

Male : Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein
To bolna to banta hai bolna to banta hai
Bolna tu bantai…

Male : Bolna to banta hai
Farak pade mujhe ghanta hai
Talab lage mujhe gaane banane ki
Tabhi to faila ye bantai
Main to kabhi ka bola tha bantaye
Mere gaane sunenge ye one time nahin
Sau baar fir bhi pakte nahin
Kaun hard? Mujhe waqt hi nahin

Male : Kyun khud mein hard hoon main?
Auron pe kyun dhyan main doon?
Kitna bhi ho hard time tujhe main na jaane doon
Bakiyon ki tarah main na bahane doon
Kitna bhi ho hard time fir bhi sabko gaane doon

Male : Jo main chaha hoon wo main paya hoon
Rahmat hai teri rahmat hai
Jo main chaha hoon wo main paya hoon
Rahmat hai tu bhi sahmat hai

Male : Kafi andar se bolta hoon
Jab bhi main khada saamne mic ke
Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein

Male : Ye bole kafi bolta hoon
Kya karoon itni sari cheezein hui life mein
To bolna to banta hai bolna to banta hai
Bolna tu bantai…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT