LYRIC

Singer : Hansraj Raghuwanshi

Music by : Ricky T Giftrulers

Lyrics by : Ricky T Giftrulers

Male : Aaya hoon main dar pe tere dekh shankara
Thodi si jagah sharan mein de de shankara

Male : Teri sharan mein aake bholenath
Door ho jaati hai har pareshani
Tune hi likhi hai meri ye dasta
Tu hi sawaare ga meri kahaani

Male : Yoon na mujhko door kar
Ab to mujhko khud mein sama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Male : Lamha lamha bhole saath mein bitaun
Tujhpe bhole apna haq main jatau
Haal kya hai tere bin tu hi jaane
Shiv se prem kitna kaise main bataun

Male : Milne ko tujhse kyun bekarar hoon main…
Na hogi tere andar se ravaani
Zindagi mein meri behati hai khushiyan
Jaise ho bhehata samandar mein paani

Male : Yoon na mujhko door kar
Ab to mujhko khud mein sama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Male : Are bhole tere charno ki
Dhol ka main kan ban jaun
Jeevan ke saare bandhanon se
Shankar ji khud ko mukt paaun

Male : Rooh jism jaan bhole ab tera ho gaya hai…
Khud ka vajood bhi mera ab kahin kho gaya hai

Male : Saare jagat ke tum hi ho raja
Aur gaura maiya jagat ki hai raani
Jab tak na doge darsh tum mujhe
Tab tak karta rahunga main yunhi man maani

Male : Yoon na mujhko door kar
Ab to mujhko khud mein sama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama

Male : Bhakt vatsalaye namaha
Sheet kanthaye namaha
Kirpa mujh par rakhna
Meri galtiyon ko karke shama…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT