LYRIC

Singer : Nihal Tauro

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Himesh Reshammiya

Dialogue : Mera yaar bewafa ho gaya hai
Yahi shikayat karta hai dil
Socha na tha yun juda
Honge hamare rastein
Yun juda hogi hamari har manjil

Male : Ooo…………….

Male : Dushman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sache pyar ko sachi yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya

Male : {Bewafa hai tu
Bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar} (2)

Male : Dushman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sache pyar ko sachi yaari ko
Is duniya mein tune badnaam kiya

Male : {Bewafa hai tu
Bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar} (2)

Male : Tere is dhokhe se meri
Zindagi saari tabah hai
Kya kahun ab aur main tujhko
Beshram tu behaya hai

Male : Toda ek pal mein tune naata
Sharm baaki hai kya tujhme
Mar chuka hai rishta phir bhi
Tu hai hamesha zinda mujhme

Male : Dushman bhi jo
Karne se dare
Aisa kaam dost ne
Anjaam diya

Male : Sache pyar ko
Sachi yaari ko
Is duniya mein tune
Badnaam kiya

Male : {Bewafa hai tu
Bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar} (2)

Male : Kitna pyar diya maine tujhko
Apna sab kuch tujhko maana
Kagaz ke phool mehkate nahi hai
Maine tujhse bas ye jaana

Male : Ab bhi dil mein
Tu hi tu hai
Ek teri hi aarzu hai
Bhulke sab kuch tu aaja
Bas teri hi justjoo hai

Male : Dushman bhi jo
Karne se dare
Aisa kaam dost ne
Anjaam diya

Male : Sache pyar ko
Sachi yaari ko
Is duniya mein tune
Badnaam kiya

Male : {Bewafa hai tu
Bewafa hai tu
Bewafa hai tu ae yaar} (2)

Chorus : Oooo…….


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT