LYRIC

Singer : Rajashri Bag

Music by : Rajat Ghosh

Lyrics by : Rajat Ghosh

Female : Benaam sa hai ishq mera
Badnaam kar dena
Mohabbat meri ab mukammal karaani
Hai saath de dena

Female : Benaam sa hai ishq mera
Badnaam kar dena
Mohabbat meri ab mukammal karaana
Hai saath de dena

Female : Aarzoo yeh samajh le ya paighaam dil ke
Tu mujh mein sama jana
Aarzoo yeh samajh le ya paighaam dil ke
Tu mujh mein sama jana

Female : Benaam sa hai ishq mera
Badnaam kar dena
Mohabbat meri ab mukammal karaani
Hai saath de dena…

Female : Kuchh is tarah se laazmi huye tum
Andheron mein roshni si ek dua
Kuchh is tarah se laazmi huye tum
Andheron mein roshni si ek dua

Female : Khud ko khabar na kabhi yeh hua hai
Ke kab se yeh mann teri orr chal pada

Female : Aarzoo yeh samajh le ya paighaam dil ke
Tu mujh v sama aana
Aarzoo yeh samajh le ya paighaam dil ke
Tu mujh mein sama jana

Female : Benaam sa hai ishq mera
Badnaam kar dena
Mohabbat meri ab mukammal karaani
Hai saath de dena…

Female : Benaam sa hai ishq mera
Badnaam kar dena…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT