Bedard Zamana Kya Jaane Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bedard Zamana Kya Jaane Song Lyrics is a track from Guru Dakshina Hindi Film -1950, Starring NA. This song was sung by Prempal. Music was composed by Lachhiram Tamar and lyrics work penned by Sarshar Sailani.

 

 

Female : Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai

 

Female : Wo paas the lekin dur huye
Wo paas the lekin dur huye
Aashao ke darpan chur huye

 

Female : Ab huk jigar mein uthti hai
Aur nain hamare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai

 

Female : Majhdar khiwaiya chod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Jiwan ka sahara tod gaya
Umid thi naiya dub gayi
Hum baith kinare rote hai

 

Female : Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai
Bedard zamana kya jaane
Kyu dard ke mare rote hai.

Song Details

Official Video

Share this song: