Bawaria Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bawaria Song Lyrics is a track from Dhadak 2 Hindi Film – 2025, Starring Triptii Dimri, Siddhant Chaturvedi and Others. This song was sung by Jubin Nautiyal and Suvarna Tiwari. Music was composed by Tanishk Bagchi and lyrics work penned by Ozil Dalal.

 

Male : Be-rang thi main hai rang diya
Mila jo tera hai sang piya

 

Male : Main teri hawa mein kahaan udd gayi
Tune moda jahaan main wahaan mud gayi
Haan tere bina baje na ye payaliya ho

 

Male : Main nachun kamariya baandh ke
Mera sab kuchh tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi ho gayi ho gayi bawaria

 

Male : Main nachun kamariya baandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi ho gayi ho gayi

 

Chorus : Bawaria
O bawariya
O bawariya bawariya

Male : Khoya khoya sa
Khoya khoya khoya khoya sa

 

Male : Khoya khoya sa rehta hoon yahi
Aaj kal mere yaaron mein
Dil mera kahin lagta hi nahi
Chal chale kahin taaron mein

 

Male : Kisi ko kuch bhi tu na batana
Thoda sa paagal hai ye zamaana
Tu jab se mila tab se main tera hua
Hai sabko pata

 

Male : Haan teri hawa mein kahaan udd gayi
Toone moda jahaan main wahaan mud gayi
Haan tere bina bajje na ye payaliya ho

 

Male : Main nachun kamariya bandh ke
Mera sab kuch tujhko maan ke
Teri dhun mein seena taan ke
Teri ho gayi ho gayi ho gayi bawaria

 

Chorus : Chali baawariya main teri oar
Tere ishq ne baandhi kaisi dor
Run-jhun run-jhun kare dil yeh shor
Jaise jhanjar chhanke chaaro oar

 

Chorus : Tu nache kamariya baandh ke
Tera sab kuch mujhko maan ke
Meri dhun mein seena taan ke
Meri ho gayi ho gayi ho gayi bawaria

Song Details

Official Video

Share this song: