LYRIC

Music By : Nadeem- Shravan

Singer : Anuradha Paudwal

Female : Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Female : Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Female : Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Female : Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Female : Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Female : Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT