LYRIC

Singers : Amit Trivedi and Divine

Music by : Amit Trivedi

Male : Kiska faayda kiska loss
Sikka leke kar le toss
Kutti cheez hai duniya
Phir tu kyu banta hai santa claus

Chorus : Iska bhajiya tera sauce
Cross pe kar de double cross
Kutti cheez hai duniya
Iss se lena toh banta hai boss
Lena toh banta hai boss
Lena toh banta hai boss
Badla…

Rap : Zindagi jab teri maarti
Patloon ko utaarti
Bajaati ye sitaar si
Kahani vividh bharti
Badle ki bhulaiya mein
Jab paani teri naiya mein
Shaitaan bhi dikhta saiyya mein
Bachne ka ek zariya hai

Rap : Iski topi uske sar
Iski khushi uska darr
Sabki chhod tu apni kar
Apni life hai apne par
Zindagi to maaregi hi
6 foot andar daalegi hi
Teri faadegi hi taiyar reh

Rap : Duniyadaari ka chakra
Kya samjhega agla
Chamakta hai kauwa
Aur maina hai bugla
Paisa hi tagda
Bheje mein jakda
Ye jungle hai khatra
Jo chhoda woh pakdaa

Rap : Ab mat ban tu laalchi
Kya keemat aate daal ki
Buddhi hai kamal ki
Jo magaj se nikaal di
Cheater aage piche jaise teetar
Dikhne mein ye sajjan
Par durjan hote bheetar

Rap : Kar de sabka haal bura
Andar le le maal poora
Daal chhura
Ye zindagi ki nayi reet
Apno ko karo cheat
Apno ko karo beat
Badle se mili jeet
Game on baby…
Aah game on

Male : Kiska faayda kiska loss
Sikka leke kar le toss
Kutti cheez hai duniya
Phir tu kyu banta hai santa claus

Chorus : Iska bhajiya tera sauce
Cross pe kar de double cross
Kutti cheez hai duniya
Iss se lena toh banta hai boss
Lena toh banta hai boss
Lena toh banta hai

Male : Game on baby
Game on baby
Badla…
Badla badla badla…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT