Baarishein Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Baarishein Song Lyrics is a track from Zee Music Company Hindi Album -2026, Starring Chirraj and Reet Narang. This song was sung by Chirraj. Music was composed by Chirraj and lyrics work penned by Chirraj.
Male : Baarishen teri yaadein sataayengi
Baarishen meri neend churaayengi
Baarishen mere dil ko sataayengi
Baarishen meri aankhen rulaayengi
Baarishen meri neend churaayegi
Baarishen meri aankhen rulaayegi
Male : Chaaha tha na jo ho raha hai wo
Teri yaadon mein barsaaton mein
Tu jo na mila dil ko hai gila
Tu na paas hai ehsaas hai
Mera chalna ikraar mujhe hoya
Mera chalna haay pyaar mujhe hoya
Male : Baarishen teri yaadein sataayengi
Baarishen teri aankhen rulaayengi
Male : Haathon ki lakeeren kuch bol rahi hai.
Ye deewaarein saari raaz khol rahi hai.
Jis din to mila baatein ye hui
Jis din tu mila baatein ye hui
Soya soya reh gaya ye jahaan
Male : Baarishen teri yaadein sataayengi
Baarishen meri neend churaayengi
Baarishen mere dil ko sataayengi
Baarishen meri aankhen rulaayengi
Baarishen teri yaad sataayengi
Baarishen meri neend churaayengi
Baarishen meri aankhen rulaayengi
Hindi lyrics are not available for this song yet.