LYRIC

Singers : Madhushree, Chinmayi, Vaishali Samant and Aanchal Sethi

Music by : A. R. Rahman

Female : Sa dha ni re aa..
Sa dha aa….

Female Carnatic : …………………………

Female : {Bataao bataao hai kya ye saheli
Bataao bataao hai kya ye paheli} (2)

Female : Haan ay sakhi uljhan
Kya sakhi uljhan
Aye sakhi uljhan
Kya sakhi uljhan
Aye sakhi uljhan
Kya sakhi uljhan

Female : Tyun tyun tyun……………………..

Female : Har dar saara badal hai jaata
Janam janam ka uss se naata
Ho kabhi hai baadi ho
Kabhi swaadi

Female : {Ay sakhi saajan
Na sakhi shaadi} (3)

Female : Pe pe pe……………………………

Female : {Chaahe to woh kar de andhera
Geela kar de tan mann mera} (2)

Female : Main to sukhati ho
Viruda mann
Aye sakhi saajan
Na sakhi saawan
Aye sakhi saajan
Na sakhi saawan

Female : Haaye Paas jo ho bada sataaye
Sataaye
Aas bulaye bina batalaaye
Bataaye
Paas rahe nazar na aaye
Naa aaye
Paas rahe nazar lagaaye
Lagaaye
Paas uske rahe
Khwahishein khwahishein
Paas usi ke to hain
Khwahishein khwahishein

Female : Ho.. usi ke liye karo sau jatan
Aye sakhi saajan
Na sakhi saajan
Aye sakhi saajan
Haan sakhi saajan
Haan sakhi saajan


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT