Ankhiyaan Lad Gaiyaan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ankhiyaan Lad Gaiyaan Song Lyrics is a track from Dimension Music Hindi Album-2026, Starring Anuska Ghosh and Kashish Pundir. This song was sung by Altamash Faridi. Music was composed by Asif Faridi and DJ Shadow Dubai and lyrics work penned by Shivam Mishra.

 

Male : O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan

 

Male : O tanha lamhon me mere naina vich nain mila ke
Dil ye bechain hai uspe ishq da rang chada ke
Bikhre se khwaab hai aur ye mann bhi veeraan pada hai
Aankhon se aankhein lad gaiyaan

 

Male : O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan

 

Music : ………………..

 

Male : Teri chahat me fasaane anjaane ho baithe
Jaam khaali hain paimaane veeraane ho baithe
Hum toh thode se badnaam yuu begaane ho baithe
Teri aankhon me doobe hain deewaane ho baithe

 

Male : Ye asar kaisa chahat toh me teri hone laga hai
Dil mera dekh ke tujhko jaane jaana khone laga hai
Aashiq gali ka teri kab se ye dil hone laga hai
Dil ye mera kahe na mann ki ye sune zara

Male : Aanakhiyaan lad gaiyaan ke aanakhiyaan lad gaiyaan
Ankhiyaan lad gaiyaan ke ankhiyaan lad gaiyaan
O tujhse jud gaiyaan jud gaiyaan jud gaiyaan

 

Male : Ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan
O ankhiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan lad gaiyaan ooh

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dimension Music