LYRIC

Singera : Mohammed Irfan and Arun Daga

Music by : Mithoon

Male : Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kya
Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah bepanah

Male : Teri ibadat tera yakeen hai
Afiya afiya
Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah bepanah

Male : Teri ibadat tera yakeen hai
Afiya afiya
Ik dua baas ik dua

Male : Aur toh kuch maanga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa
Is tarah
Is tarah

Male : Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kya
Kyun hai mehfil tanha tanha
Nazron mein hai sehra sehra

Male : Kyun hai subha shab ki tarah
Har lamha hai thehra thehra
Naa nur ki hai barsaate
Na chain sukoon ki baatein

Male : Hai khuda bata de ab toh kya hai maajra
Gum sum gum sum sa pal pal
Gam kin sa aalam hai
Chutey apne hai saare

Male : Ashqo ka yeh mausam hai
Ab kaisa yeh dastur
Sab tujhse hai dur
Koi samjhey na tera jazhbat

Male : Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah bepanah
Teri ibadat tera yakeen hai
Afiya afiya

Male : Ik dua baas ik dua
Aur toh kuch maanga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa
Is tarah
Is tarah

Male : Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kya
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kya


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT