LYRIC

Singers : Mamta Sharma and Brijesh Shandilya

Music by : Satya, Manik and Afsar

Lyrics by : Atique Allahbadi

Female : Ae raja.. ae raja
Ae raja.. ae raja
Dekh meri patli kamar na
Fisle nazar to kehna
Mujhme kamaal nahi
Arey mujhme kamaal nahi

Female : Ae raja.. ae raja
dekh ek baar idhar na
Dhadke jigar to kehna
Mein koi maal nahi
Haaye mein koi maal nahi

Female : Mein koi maal nahi
Mujhme kamaal nahi
Mein koi maal nahi
Mujhme kamaal nahi

Female : Mumbai ji puri hu beautiful chhori hu
Kore kagaaz ki tarha mein bhi kori hu
Mumbai ji puri hu beautiful chhori hu
Kore kagaz ki tarha mein bhi kori hu
Tasty hu mein tikhi pesty hu
Haan bolu aisi hu chahe jo karle aaja
Ae raja.. raja

Female : Ae raja dekh meri patli kamar
Na fisle nazar to kehna
Mujhme kamaal nahi.. nahi.. nahi
Nahi… nahi
Mujhme kamaal nahi

Male : Haan maal tu to kamaal hai hum bhi
Haan le de misaal hai hum bhi
Hum to maahir hai har ek fun mai
Danger shaatir bawal hai samjhi

Male : After all dear i am only winner
Baaki saare runner hai, hai, hai
Mere style mein dum har taraf hai
Hum hi hum baaki bol bachan hai

Female : Haaye dard ae dil ki mein malham
Adult mera chalan dekh ke meri adaa
Ankhein ho jaati button
Dard ae dil ki mai malham
Adult mera chalan dekh ke meri aadaa
Aankhein ho jaati button
Hot hu mein takila shot hu mai
Tuch me not na mein chahe jo karle aaja

Female : Ae raja.. raja ji sunle
Ae raja dekh meri patli kamar
Na fisle nazar to kehna
Mujhme kamaal nahi..
Mujhme kamaal nahi

Female : Ae raja.. ae raja
Dekh ek baar idhar na
Dhadke jigar to kehna
Mein koi maal nahi
Haaye mein koi maal nahi

Female : Mein koi maal nahi
Mujhme kamaal nahi
Mein koi maal nahi
Mujhme nahi.. nahi..nahi.. nahi

Female : Ae raja..raajajii


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT