LYRIC

Singer : Rituraj Mohanty

Music by : Himesh Reshammiya

Male : Dil akela hai bada haan
Kyu rahoon main tanha haan
Ye ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai tu karde mukammal
Adhuri zindagi hai tu karde mukammal

Male : Ye ilteja hai tujhse meri
{Adhuri zindagi hai tu karde mukammal} (2)

Male : Dil akela hai bada haan
Kyu rahoon main tanha haan
Ye ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal
Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal

Male : Ye ilteja hai tujhse meri
{Adhuri zindagi hai tu karde mukkamal} (2)

Male : Jab bhi kabhi falak pe nazar jo gayi
Toh socha na main har pal yeh hi
Tu hai khudaya
Musalsal yeh hi
Chale hain armaano mein bhi
Guftgoon thune jo ki dil ko rulaaya

Male : Sajdon mein jab bhi tera hi naam
Leke ye sar jhookaya
Tere hi ashqon mein maine
Hain kyun apna hi aks paaya

Male : Dil akela hai bada haan
Kyun rahun main tanha haan
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhoori zindagi hai tu karde mukamal
Adhoori zindagi hai tu karde mukamal

Male : Yeh ilteja hai tujhse meri
{Adhoori zindagi hai tu karde mukamal} (2)

Male : Aksar yahan mila hai sabko hi daga
Magar mujhko hai mili teri panahein
Firta kahan main dar dar tanha yahaan
Jo rehti na yun mere sang teri duwaae

Male : Maazi ki yaadein chalti hain saath
Mushkil tujhe bhulaana
Mujhko yeh raatein deti hain zakhm
Marham mujhe laganaa

Male : Dil akela hai bada haan
Kyun rahoon main tanha haan
Yeh ilteja hai tujhse meri
Adhuri zindagi hai tu karde muqammal
Adhuri zindagi hai tu karde muqammal

Male : Yeh ilteja hai tujhse meri
{Adhuri zindagi hai tu karde muqammal } (2)


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT