Abr-E-Karam Song Lyrics in SK Music Works (2023)

Abr-E-Karam Song Lyrics

Singer : Altamash Faridi

Music by : Aishwarya Tripathi

Lyrics by : Shakeel Azmi

Male : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Baarish-e-sham mein
Ishq ke jaam mein
Chorus : Baarish-e-sham mein
Ishq ke jaam mein
Male : Tera bhar ke chhalakna
Gazab ho gaya

Male : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Chorus : Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Male : Meri chhat pe chamakna
Gazab ho gaya

Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya

Male : Besabab bewajah
Tera hona khafa
Aur khafa hoke kehna
Mujhe alvida
Chorus : Aur khafa hoke kehna
Mujhe alvida

Male : Besabab bewajah
Tera hona khafa
Aur khafa hoke kehna
Mujhe alvida
Jaate jaate magar
Ik naye mod par
Chorus : Jaate jaate magar
Ik naye mod par
Male : Tera hanske palatna
Gazab ho gaya

Male : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Chorus : Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Male : Meri chhat pe chamakna
Gazab ho gaya

Chorus : Ho mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya

Carnatic : ……………

Male : Husn aisa tera
Main booton ki tarah
Bas khade hi khade
Dekhta reh gaya
Chorus : Bas khade hi khade
Dekhta reh gaya

Male : Husn aisa tera
Main booton ki tarah
Bas khade hi khade
Dekhta reh gaya
Pehle patthar bana
Phir bana aaina
Chorus : Pehle patthar bana
Phir bana aaina
Male : Tera mujhmein sawarna
Gazab ho gaya

Male : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Baarish-e-sham mein
Ishq ke jaam mein
Chorus : Baarish-e-sham mein
Ishq ke jaam mein
Male : Tera bhar ke chhalakna
Gazab ho gaya

Male : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Chorus : Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Chorus : Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Male : Meri chhat pe chamakna
Gazab ho gaya

Chorus : Ho mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Male : Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya
Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Chorus : Raat jab aayi to
Chaand banke tera
Male : Meri chhat pe chamakna
Gazab ho gaya

Chorus : Ho mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Mere abr-e-karam
Tere sar ki kasam
Tera mujhpe barasna
Gazab ho gaya

Scroll to Top