Aaye Haaye Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aaye Haaye Song Lyrics is a track from Youngveer Hindi Album-2026, Starring Youngveer and Others. This song was sung by Youngveer. Music was composed by Keshav Tyohar and lyrics work penned by Youngveer.
Male : Aaye haaye
Aaye haaye
Male : Aaye haaye o tera yun sharmana
Aaye haaye o tera shatt pe jaana
Aaye haaye o tera bindi laana
Jaan le gya
Male : Aaye haaye o dil haara haara
Aaye haaye tera maskara
Aaye haaye tera tang sharara
Jaan le gaya
Male : Chitt karda mera main ik jaam lai lawaan
Husn da tere main har shaam lai lawaan
Rabba ke puchey meri khwahish aakhri
Kujh vi na mangaan tera naam lai lawaan
Male : Aaye haaye o tere honth sharaabi
Aaye haaye o teri tor nawabi
Aaye haaye o tera suit gulabi
Jaan le gaya
Male : Jadoo hai jadoo teri ankhein tu na jaanein
Dekhe jo jaana woh hojaye laapata
Hogaye bekaboo tere aashiq puraane
Chahey kisey tu na yeh kisi ko pata
Male : Hai tu hai tu
Koi pari ya koi apsara hai tu
Yeh toh yeh toh
Qismat hai meri ke tujhse mila hoon
Male : Aaye haaye zulfaan da taala
Aaye haaye o till mukhrhe wala
Aaye haaye o tera chashma kala
Jaan le gaya
Male : Aaye haaye o tera yun sharmana
Aaye haaye o tera shatt pe jaana
Aaye haaye o tera bindi laana
Jaan le gya
Chorus : Aaye haaye
Aaye haaye
Aaye haaye
Aaye haaye
Hindi lyrics are not available for this song yet.