LYRIC

Singers : Sadhana Sargam and Udit Narayan

Music by : Viju Shah

Male : Haa aapko samjha hai
Jabse zindagi
Aapko samjha hai
Jabse zindagi
Zindagi ab zindagi
Lagne lagi
Zindagi ab zindagi
Lagne lagi

Female : Aaaa..
Aapki baahon mein jabse
Aa gaye
Aapki baahon mein jabse
Aa gaye
Aaisa lagta hai ke manzil
Pa gaye
Aaisa lagta hai ke manzil
Pa gaye

Male : In aankhon mein shararat hai
Sharafat hai
Hai bala ki shaukhiya kaisi
Yeh qayamat hai
In aankhon mein shararat hai
Sharafat hai
Hai bala ki shaukhiya kaisi
Yeh qayamat hai

Female : Iss kadar najdeekiya
Kehti hai ishaaron se
Aa gaye manzil pe hum
In dil ki raahon se

Male : Aapki har baat mein
Ek baat hai
Aapki har baat mein
Ek baat hai
Der se samjhe magar
Kya baat hai
Der se samjhe magar
Kya baat hai

Female : Kayi armaan dil mein
Aur uljhan yeh
Jaan lewa hain mohabbat
Yeh mohabbat yeh
Kayi armaan dil mein
Aur uljhan yeh
Jaan lewa hain mohabbat
Yeh mohabbat yeh

Male : Ha aa gaye ham zindagi mein
Ek aaise mod par
Jee nahi sakte mohabbat ka
Yeh daaman chodkar

Female : Aapki iss ashiqui ko
Kya kahe
Aapki iss ashiqui ko
Kya kahe
Apne is dil ki lagi ka
Kya kare
Apne is dil ki lagi ka
Kya kare

Male : Aapko samjha hai jabse zindagi

Female : Aapki baahon mein jabse
Aa gaye

Male : Zindagi ab zindagi lagne lagi

Female : Aaisa lagta hai ke manzil
Pa gaye

Male : Hmmmmm…..

Female : Hmmmm…… lalalaa…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT