LYRIC

Singers : Alka Yagnik and Shaan

Music by : Himesh Reshammiya

Female : Koi shikwa na kareinge
Na azmayein ge
Tum jahan paon rakhoo ge
Yeh dil bechayein ge
Hum tumhare wafa ke
Dunya main pyaar he
Pyaar lutayein ge

Male : Aap se hai gila..
Aap se he pyaar…
Har pal intezaar..
Bardaasht nahi hoota..
Ab Mujh se mere yaar..

Male : Aap se hai gila
Aap se he pyaar
Aap ka tha mujhe
Har pal intezaar
Bardaasht nahi hoota
Ab Mujh se mere yaar

Male : Aap ke khata bewafai..
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..
Aap se sanam intehai..
Pyaar karta hai dil
Jaane kyun..
Aap ke khata bewafai..
Maaf karta hai dil jaane kyun

Female : Aap ke arzoo
Dil ko baar baar
Likin hai shikayetein
Mujh ko beshumaar
Baardaast nahi hoota
Ab mujh se mere yaar

Female : Aap ke khata bewafai..
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..
Aap se sanam intehai..
Pyaar karta hai dil
Jaane kyun..

Male : Hum yeh nahi kehte
Dil ke boore hoo tum
Gustakhiyaan likin
Karte rahte hoo tum

Male : Hum yeh nahi kehte
Dil ke boore hoo tum
Gustakhiyaan likin
Karte rahte hoo tum

Male : Aap ke sabhi gustakhiyaan
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..
Aap ke khata bewafai
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..

Female : {Doo kadam chaloo tum
Doo kadam chalein hum
Khamooshiyoon ka yeh
Kissa khatam karein hum} (2)

Female : Aap ke sabhi khamooshiyaan
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..

Male : Aap ke khata bewafai
Maaf karta hai dil
Jaane kyun..
Aap se sanam intehai
Pyaar karta hai dil
Jaane kyun..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT