LYRIC

Singers : Rekha Bhardwaj and Ustad Sultan Khan

Music by : Shamir Tandon

Female : De re kanha..
De re kanha..
Naath rega ye ye

Female : Aankho se khwab ruth kar

Male : Hoo…

Female : Aankho se khwab ruth kar
Palko se ashk tut kar
Aankho se khwab ruth kar
Palko se ashk tut kar

Female : Jaane kahan.. jaane kahan..
Jaane kahan bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar
Armaan dil se chut kar
Jaane kahan.. jaane kahan..
Jaane kahan bikhar gaye
Bikhar gaye

Male : Raste wahi..
Galiya wahi
Raste wahi..
Raste wahi galiya wahi
Lekin woh baat..
Abb hai kahan

Male : Jisame kabhi
Thi jindagi
Jisame kabhi
Thi jindagi
Suna pada hai
Abhi woh makan
Suna pada hai
Abhi woh makan

Male : Kuchh lamhe jaane bujh kar
Khushiya tamam lut kar
Kuchh lamhe jaane bujh kar
Khushiya tamam lut kar
Jaane kahan jaane kahan..
Jaane kahan bikhar gaye
Bikhar gaye

Female : Yaado se rukhe thak ke main
Lauti toh yeh pata chala
Yaado se rukhe thak ke main
Lauti toh yeh pata chala
Pairo mein the chhaale pade
Mushkil tha kitna faasala

Female : Jasbaat mere ubkar
Ghum ke bhanwar mein dub kar
Jasbaat mere ubkar
Ghum ke bhanwar mein dub kar

Female : Jaane kahan.. jaane kahan..
Jaane kahan.. Bikhar gaye
Bikhar gaye bikhar gaye
Bikhar gaye bikhar gaye

Both : Aankho se khwaab ruth kar
Palko se ashk tut kar
Aankho se khwaab ruth kar
Palko se ashk tut kar

Male : Jaane kahan.. jaane kahan..

Female : Jaane kahan bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar
Armaan dil se chut kar

Male : Jaane kahan.. jaane kahan..

Both : Jaane kahan bikhar gaye
Bikhar gaye

Male : Ho o o ho ho
Jaane kahan.. jaane kahan..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT