Aankhon Aankhon Mein Unse Pyaar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aankhon Aankhon Mein Unse Pyaar Song Lyrics is a track from Ada Hindi Film -1951, Starring Shekhar, Rehana, Madan Puri, Shanta Kanwar, Mohana, Gope and Others. This song was sung by Lata Mangeshkar. Music was composed by Madan Mohan Kohli and lyrics work penned by Prem Dhawan.
Female : Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Female : Sukh chain gaya
Ankhiyon mein neend nahin
Sukh chain gaya
Ankhiyon mein neend nahin
Ab main hoon kahin
Aur wo hain kahin
Ab main hoon kahin
Aur wo hain kahin
Female : Haay mera saponaa
Sansaar ho gayaa
Haay mera saponaa
Sansaar ho gayaa
Main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Ho main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Female : Pataa poochhti hoon
Unkaa sitaaron se
Pataa poochhti hoon
Unkaa sitaaron se
Dil loot gaye mera
Jo ishaaron se
Dil loot gaye mera
Jo ishaaron se
Female : Baaton baaton mein
Koi dildaar ho gaya
Baaton baaton mein
Koi dildaar ho gaya
Main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Ho main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Female : Wo aayen yaa na aayen
Ham unke hain
Wo aayen yaa na aayen
Ham unke hain
Wo chaahen yaa na chaahen
Ham unke hain
Wo chaahen yaa na chaahen
Ham unke hain
Female : Jo bhi hona tha wo to
Ik baar ho gaya
Jo bhi hona tha wo to
Ik baar ho gaya
Main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Ho main na jaanoon kyon
Ye dil beqaraar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Aankhon aankhon mein unse
Pyaar ho gaya
Hindi lyrics are not available for this song yet.