LYRIC

Singers : Arko and Neha Kakkar

Music by : Arko and Uttam Singh

Lyrics by : Arko and Anand Bakshi

Female : Aan milo sajna
Sajna re
Aan milo sajna

Female : Aan milo sajna
Sajna re
Aan milo sajna

Female : Ankhiyon mein na aaye neendiya
Ankhiyon mein na aaye neendiya
Bhae na mohe kajal bindiya
Suna pada angana
Suna pada angana

Female : Aan milo sajna
Sajna re
Aan milo sajna

Male : Darmiyan doori..yeh doori
Kyun zaroori hai rabba
Mere mehboob ko samjhaye
Mazboori hai rabba

Male : Uske bina mera sab hai adhoora
Jind meri jaan mera rab hai adhoora

Female : Chanda aaye taare aaye
Chanda aaye taare aaye
Aane wale saare aaye
Aaye tumhi sang na
Sang na
Aaye tumhi sang na

Female : Aan milo sajna
Sajna re
Aan milo sajna


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT