Aakhri Salaam Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aakhri Salaam Song Lyrics is a track from De De Pyaar De 2 Hindi Film – 2025, Starring Ajay Devgn, R. Madhavan, Rakul Preet Singh and Others. This song was sung by Sagar Bhatia. Music was composed by Sagar Bhatia and lyrics work penned by Sagar Bhatia.
Male : Kahin to mile wo ahaten
Jahan koi gam na hon
Bin baat ke
Jahan meri aankhen bhi nam na hon
Male : Kahin to mile wo rahaten
Jahan koi gam na hon
Bin baat ke
Jahan meri aankhen bhi nam na hon
Male : Dil bhar gaya mujhse tera
Ye janta hai dil mera
Kuch rah gaya ho to bol do
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bolke
Haan keh raha hun alvida
Male : Main tujhe aakhri salam karta hun
Khud se bhi jayada paayar karta hun
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salam karta hun
Male : Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo
Duniya bhi saja li hai
Male : Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai..juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo
Duniya bhi saja li hai
Male : Mere baare mein sochogi kabhi
Aankhen phir bhar aayengi
Mangogi khuda se wapas mujhko tum
Lekin phir naa paogi
Main lada tha khuda se
Tujhe paane ke liye
Phir lada main usise bhulane ke liye
Male : Mere baad mein jise chahogi
Dil uska to naa dukhaogi
Main sah gaya kya wo sah lega
Khamoshiyan sab tod ke
Jo dil mein hai sab bolke
Haan keh raha hun alvida
Male : Main tujhe aakhri salam karta hun
Khud se bhi jayada paayar karta hun
Meri jaan tujhpe nisaar karta hoon
Main tujhe aakhri salam karta hun
Male : Tu safar mein kyun mila
Zindagi ka gum yahi hai
Phir kabhi jo jud naa paaye
Itne toote hum nahi hai
Humse chhute wo sahi hai
Par bewafa wo nahi hai
Jitna humko mante hain
Utne jhuthe hum nahi hain
Male : Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo
Duniya bhi saja li hai
Male : Alvida alvida kehne ki himmat
Juta li hai..juta li hai
Jaan hatheliya lena ho wo
Duniya bhi saja li hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.