Aaj Bhawar Mein Naiya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aaj Bhawar Mein Naiya Song Lyrics is a track from Bhimsen Hindi Film – 1950, Starring Nirupa Roy, Trilok Kapoor, Ramsingh, Durga Khote, Shakuntala, Revashankar, Umakant, Vasant Rao, Narbada Shankar and Raj Adib. This song was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Music was composed by Avinash Vyas and lyrics work penned by Saraswati Kumar Deepak.
Female : Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Female : Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Tum bin kaun khivaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Female : Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Tum bin vipda kaun harega
Kaun beda par karega
Chali pawan purvaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Female : Hoo oo oo aaj laaj sankat mein meri
Aaj laaj sankat mein meri
Aao mohan karo na deri
Aao mohan karo na deri
Tum bin kaun basaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Female : Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena
Aashiq dori tod na dena
Naav bhawar mein chhod na dena
Aao mohan bhaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aao mohan bhaiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Female : Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Aaj bhawar mein naiya kanhaiya
Tum ho kaha tum ho kaha
Hindi lyrics are not available for this song yet.