Aag Lagi Tan Man Mein Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Aag Lagi Tan Man Mein Song Lyrics is a track from Aan Hindi Film – 1952, Starring Dilip Kumar, Nimmi, Premnath, Nadira and Others. This song was sung by Shamshad Begum. Music was composed by Naushad Ali and lyrics work penned by Shakeel Badayuni.
Female : Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna
Female : Aag lagi tan man mein
Dil ko pada thaamna
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna..hoo
Female : Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Zara deejo kabariya
Dil tadpe jaise bina
Jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Female : Suni hai aaj piya mori atariya
Piya mori atariya
Dil tadape jaise bina
Jal ki machhariya
Zara leejo kabariya
Female : Aan pade mushqil to
Aaye koi kaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna…hunnn
Female : Saajan ki yaad mujhe
Pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye
Dekho naina bhar aaye
Tan ka singaar mere
Man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Female : Saajan ki yaad mujhe
Pal pal sataaye
Mujhe pal pal sataaye
Tan ka singaar mere
Man ko na bhaaye
Dekho naina bhar aaye
Female : Pyaar mera ho jaaye
Kaheen badanaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna…haayee…
Female : Laagi na chhute
Karun koi bahaana
Karun koi bahaana
Aaya naazuq zamaana
Dil mera bana
Piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Female : Laagi na chhute
Karun koi bahaana
Karun koi bahaana
Dil mera bana
Piya tera nishaana
Aaya naazuk zamaana
Female : Hoye bura ulfat ka
Dekho anjaam na
Raam jaane kab hoga
Sainyaan ji ka saamna….
Hindi lyrics are not available for this song yet.