Dilbar Dilbar Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dilbar Dilbar Song Lyrics is a track from Sirf Tum Hindi Film – 1999, Starring Sanjay Kapoor, Priya Gill, Sushmita Sen, Jackie Shroff, Mohnish Behl and Others. This song was sung Alka Yagnik. Music was composed by Nadeem and Shravan and lyrics work penned by Sameer.
Female : Ha ah ha ha ah ha ha ah ha
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Hosh na khabar hai yeh kaisa asar hai
Hosh na khabar hai yeh kaisa asar hai
Tumse milne ke baad dilbar
Tumse milne ke baad dilbar
Dard hai chubhan hai kya deewanapan hai
Dard hai chubhan hai kya deewanapan hai
Tumse milne ke baad dilbar
Haan tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Female : Tu mera khwaab hai tu mere dil ka qaraar
Tu mera khwaab hai tu mere dil ka qaraar
Dekh le jaaneman dekh le bas ek baar
Choom le jism ko hum nasheen paas aa
Chain kho gaya hai kuch to ho gaya hai
Chain kho gaya hai kuch to ho gaya hai
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Dilbar dilbar haan dilbar dilbar
Female : Haan haan haan haan haan haan haan haan
Haan haan haan haan haan haan haan haan
Ishq betaab hai husne ki maheki bahaar
Ishq betaab hai husne ki maheki bahaar
Dooriya kis liye kis liye ab intezaar
Tootna hai badan kya hua kya pataa
Pyaas mein dhali hoon raat din jali hoon
Pyaas mein dhali hoon raat din jali hoon
Tumse milne ke baad dilbar
Haan tumse milne ke baad dilbar
Hosh na khabar hai yeh kaisa asar hai
Hosh na khabar hai yeh kaisa asar hai
Tumse milne ke baad dilbar
Haan tumse milne ke baad dilbar
Dard hai chubhan hai kya deewanapan hai
Dard hai chubhan hai kya deewanapan hai
Tumse milne ke baad dilbar
Haan tumse milne ke baad dilbar