Tu Mil Jaaye Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tu Mil Jaaye Song Lyrics is a track from King Hindi Film-2026, Starring Shah Rukh Khan, Suhana Khan, Abhishek Bachchan, Deepika Padukone, Anil Kapoor, Rani Mukerji and Jaideep Ahlawat and Others. This song was sung by Arijit Singh and Madhubanti Bagchi. Music was composed by Sachin-Jigar and lyrics work penned by Rakesh Kumar (Kumaar).
Music : ………………………..
Male : Main kaatil nahi aashiq hoon
Aur nishana meri maashooq ka
Aur wo aashiq hi kya
Jo dil cheer na de (Dialogue)
Male : I see you, I can’t hide the way I feel
Fireworks exploding here, no sudden moves
I’m holding still, are you real?
Just one touch can start a chain reaction
Think I’m done and then you pull me back in
I transform when I look in your eyes
One more time…. tu mil jaaye toh
Music : …………………
Male : One more time… tu mil jaaye toh
Male : Kabhi jo tu mil jaaye
Kahin jo tu mil jaaye
Dil ko sukoon aaye
Kahin jo tu mil jaaye toh
Sukoon aaye toh
Yeh saari duniya hai kya
Hai kya..
Male : Jo mil jaaye
Kabhi jo tu mil jaaye
Kahin jo tu mil jaaye
Dil ko sukoon aaye
Kahin jo tu mil jaaye toh
Sukoon aaye toh
Yeh saari duniya hai kya
Hai kya..
Male : Hai zid teri
Male : Zid tere naam ki
Hai zid tere naam ki
Maine subah shaam ki
Maine toh subah shaam ki
Woh aasmaan sun le meri
Aur yeh dua chun le meri
Mere yaar mere yaar mere yaar
Male : Tu mil jaaye toh
Male : Kabhi jo tu mil jaaye
Kahin jo tu mil jaaye
Dil ko sukoon aaye
Kahin jo tu mil jaaye toh
Sukoon aaye toh
Yeh saari duniya hai kya
Hai kya
Music : …………………
Male : Umm yeh jo pyaar hai hota
Do baar naa hota
Tod laakh deewarein yeh dil iklauta
Jazbaat jaan le meri baat maan le
Mere yaar mere yaar mere yaar
Male : Hai zidd teri..
Male : Zidd hai imaan ki
Hai zidd imaan ki
Parwaah hai kise dil-e-nuksaan ki
Main jaan bhi de doon tujhe
Jo khud ko tu de de mujhe
Mere yaar mere yaar mere yaar
Male : Tu mil jaaye toh
Male : Kabhi jo tu mil jaaye
Kahin jo tu mil jaaye
Dil ko sukoon aaye
Kahin jo tu mil jaaye toh
Sukoon aaye toh
Yeh saari duniya hai kya
Hai kya..
Female : Ae daur ishq da
Naseeba naal hai milda
Kar sakda taan paar kar le
Dariya jo hai dil da
Dariya jo hai dil da
Dil da..
Male : Stuck in a whirlwind love
We let the rain pour
I can’t control my brain
I want more
It’s paradise behind the locked doors
Will it crumble if we let the world in
Not sure
Now my blood beats around my heart
Connecting hands
Under the stars under the sheets
Can’t understand
That was it part of the destiny
Or part of the plan?
‘Cause when it’s over
All I wanna do is do it again
And I see you
I can’t hide the way I feel
Fireworks exploding here
No sudden moves
I’m holding still are you real?
Male : Just one touch can start
A chain reaction
Think I’m done and
Then you pull me back in
I transform when I look in your eyes
One more time….
Male : Tu mil jaaye toh
Male : {Kabhi jo tu mil jaaye
Kahin jo tu mil jaaye
Dil ko sukoon aaye
Kahin jo tu mil jaaye toh
Sukoon aaye toh
Yeh saari duniya hai kya
Hai kya.. } (2)
Male : Ae daur ishq da
Naseeba naal hai milda
Kar sakda taan paar kar le
Dariya jo hai dil da
Dariya jo hai dil da