Paighaam Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Paighaam Song Lyrics is a track from JalRaj Hindi Album-2026, Starring JalRaj. This song was sung by JalRaj. Music was composed by JalRaj and lyrics work penned by JalRaj.
Male : Socha tha paighaam milega
Jisme bas tera naam milega
Ishq samajh ke padhne laga
Maloom na tha ilzaam milega
Male : Rakh kar sar baahon mein teri
Socha tha aaraam milega
Ishq mein tere ghulne laga
Maloom na tha ilzaam milega
Male : Ho o o o o
Ho o o o o
Aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Male : Ishq mein tere jeene laga
Marne ka mujhe paighaam milega
Music : ………………….
Male : Main bhatakne hi laga tha
Aa gaya tu saamne
Ishq khud se phir dobaara
Mujhko karna aa gaya
Male : Main bikharne sa laga tha
Aa gaya tu thaamne
Sookhe ashquon se nikal kar
Phir sambhalna aa gaya
Male : Chaaha tha jise jaan se zyaada
Badle mein bejaan milega
Ishq samajh ke milne laga
Maloom na tha ek daam milega
Male : Socha tha paighaam milega
Jisme bas tera naam milega
Ishq samajh ke padhne laga
Maloom na tha ilzaam milega
Male : Rakh kar sar baahon mein teri
Socha tha aaraam milega
Ishq mein tere ghulne laga
Maloom na tha ilzaam milega
Male : Ishq-e-gunaah ye karne de
Aaj mujhe bas marne de
Ya to khuda se kehne de
Na ye mohabbat rehne de
Male : Ishq-e-gunaah ye karne de
Aaj mujhe bas marne de
Ya to khuda se kehne de
Na ye mohabbat rehne de
Music : ………………….