Begum Bewafa Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Begum Bewafa Song Lyrics is a track from BLM MUSIC Hindi Album-2026, Starring Sonu Nigam and Aditya Seal. This song was sung by Sonu Nigam. Music was composed by Vikas Bedi and lyrics work penned by Vishie.
Music : ………………….
Male : Ghar se nikle vo milne kisi se
De rahe hain humko sazaa
Gairo ki bahon mein hamne
Dekha hain unko kitni dafa
Male : Begum nikli bewafa
Kar na paayi woh waffa
Ab laga hamein sach ka pata
Kyu roz roz hoti thi humse khafa
Male : Begum nikli bewafa
Kar na paayi woh waffa
Ab laga hamein sach ka pata
Kyu roz roz hoti thi humse khafa
Male : Begum nikli bewafa
Kar na paayi woh waffa
Ab laga hamein sach ka pata
Kyu roz roz hoti thi humse khafa
Humming : ……………….
Male : Bachon ki kasme thi khayi
Milkar thi kisi aur se aayi
Pyar sikhane waali humko
Khud aayi karke bewafa
Male : Haa thoda ji thoda yakeen tumne toda
Haan aisa hal kardia kahin ka na choda
Haa moda ji moda sidhe raaste ko moda
Aake manzilo pe tumne hath mera jo hain choda
Male : Ankhe meri hai num
Dil mein kitne hai gum
Dete ho tum hazaro sitam mujhko
Ho kitne besharam
Male : Agan mein mere kar ke andhere
Kar gaye hai humko tabah
Mujhe toh apno ne di hai
Deko ji zalim kaisi sazaa
Male : Begum nikli bewafa
Kar na paayi woh waffa
Ab laga hamein sach ka pata
Kyu roz roz hoti thi humse khafa
Male : Begum nikli bewafa
Kar na paayi woh waffa
Ab laga hamein sach ka pata
Kyu roz roz hoti thi humse khafa
Male : Yunhi meri jhooti kasme
Khao na khao na
Tumko chod ke jana hai
Toh jao na jao na
Male : Bewafa…haa aa aa
Bewafaa…haaaaa..aa
Begum..